'TAG' WALE LOG!
"TAG" WALE LOG! Tag bhi na bada mehnga word hai. Jis product pe lag jaye,uski value khud-b- khud badh jati hai. But products tak to tag word suitable bhi hai aur mila-julakar thik bhi hai. Mila- julakar se mere kehne ka matlabt hai ki jabse ye TAG word mehnga hua hai na duniya me gareebi jyada badh gayi hai. Ab to khair kutte ko bhi log TAG wali cheezien hi dete hai. Aur kutte bhi bade shauk se aaram farmate hai(not Street dogs because they do not have tags on them). Yahi baat kahin na kahin hum sab par laagu hoti hai. Market gaye aur TAG dekha aur aankh moond karke kharid Liya(and we do not bargain over big brand's tag,t&c apply). Ye to hui products ki baat,par aad at aisi lagi TAG ki, ki hum apni neeji zindagi me aur aas-pados me bhi. Yahi apnane lage. Like paise wale,izzat wale,rutbe wale,ladke wale, ladki ...